Thursday, January 28, 2010

Wo Jo Milte The Kabhi



Zamane Ka Dastoor Hai Yeh Purana

Bekasi Hadd Se Jab Guzar Jaye

Dil jalta hai to jalne de




Film: Pehli Nazar

Cast:
Music Director: Anil Biswas

Singer: Mukesh
Director:
Producer:
Lyrics: Aah Sitapuri
Year:

Based on Raag: Darbari

Vocal:

Dedicated to: Family

Lyrics:


dil jalata hai to jalane de

aansu na baha fariyaad na kar

dil jalata hai to jalane de

tu parada nasheen ka aashiq hai

yoon naam-e-vafa barabaad na kar

dil jalata hai to jalane de

maasoom najar ke teer chala

bismil ko bismil aur bana

ab sharm-o-haya ke parade mein

yoon chhup chhup ke bedaad na kar

dil jalata hai to jalane de

ham aas lagaaye baithe hain

tum vada karake bhool gaye

ya soorat aake dikha jaao

ya kaha do hamako yaad na kar

dil jalata hai, dil jalata hai, dil jalata hai ...

Mohabbat Karne Waley



Singer: Mehdi Hasan
Lyrics:
Year:
Vocal:
Dedicated to:
Family

Lyrics:
mohabbat karanevaale kam na honge
terii mahafil mein lekin ham na honge

mohabbat karanevaale kam na honge

zamaane bhar ke Ghum yaa ik teraa Ghum
ye Ghum hogaa to kitane Ghum na honge

terii mahafil mein lekin ham na honge
mohabbat karanevaale kam na honge

agar tuu ittafaaqan mil bhii jaaye
terii furqat ke sadamein kam na honge

terii mahafil mein lekin ham na honge
mohabbat karanevaale kam na honge

dilon ki ulajhanein baDatii raheingii
agar kuchh mashvare baaham na honge

terii mahafil mein lekin ham na honge
mohabbat karanevaale kam na honge

'Hafeez' un se main jitanaa bad_gumaaN huuN
vo mujh se is qadar barham na honge

terii mahafil mein lekin ham na honge
mohabbat karanevaale kam na honge

Ranjish He Sahi



Singer: Mehdi Hasan
Lyrics:
Year:
Vocal:
Dedicated to: Swati

Lyrics:
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh...
Aa phir say mujhay chorhh k jaanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh

Pehlay say marasim na saheeh phir bhi kabhi toh
Pehlay say marasim na saheeh phir bhi kabhi toh
rasm-o-rah-e-dunya he nibhanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh...

Kis kis ko batayein ghay judaii ka sabab hum
Kis kis ko batayein ghay judaii ka sabab hum
Tu mujh say khafa hai toh zamanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liay aa
Ranjish he saheeh...

Ab tak dil-e-khush-feham ko hain tujh say ummedein
yeh aakhri sham'mein bhi bhujanay k liay aa
Ranjish he saheeh dil he dukhanay k liya aa
Ranjish he saheeh...

Kal Chaudhavin Ki Raat Thi

Singer: Ghulam Ali
Lyrics:
Year:
Vocal:
Dedicated to: Family

Lyrics:
Kal Chaudhavin Ki Raat Thi
Shab Bhar Raha Charcha Tera

Kuch Ne Kaha Ye Chand Hai
Kuch Ne Kaha Chehra Tera

Is Shehr Mein Kissey Mile
Humse To Chutti Mehfilein
Har Shaksh Tera Naam Le
Har Shaksh Diwana Tera

Hum bhi wahin majood the
Hum se bhi sab puchcha kiye
Hum hans diye hum chup rahe
Manzoor tha parda tera

Hum Par Yeh Sakti Ki Nazar
Hum Hai Fakirey Rahguzar
Rasta Kabhi Roka Tera
Daman Kabhi Thama Tera

XX
Kuchey ko tera chod kar
Jogi hi ban jaye magar
Jungle tere parvat tere
Basti teri sehera tera
XX

Beshak Ussi Ka Dosh Hai
Kahata Naheen Khamosh Hai
Tu Aap Kar Aisi Dawa
Bimaar Ho Achcha Tera

Bedard Suni Hai To Chal
Kahata Kya Achchi Gazal
Ashiq Tera Ruswa Tera
Shayr Tera Insha Tera

Agar mujh se muhabat hai



Film: Aap Ki Parchiyan (1964)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Madan Mohan
Lyrics: Raja Mehdi Ali Khan
Producer: Mohan Kumar
Director: Mohan Kumar
Actors: Dharmendra, Nazir Hussain, Om Prakash, Shashikala, Supriya Choudhary, Suresh
Year: 1964
Vocal:
Dedicated to: Family
Lyrics:
Agar Mujh Se Muhabbat Hai Mujhe Sab Apane Gam De Do
In Aankhon Kaa Har Ik Aansuu Mujhe Merii Qasam De Do
Agar Mujh Se ...

Tumhaare Gam Ko Apanaa Gam Banaa Luun To Qaraar Aae
Tumhaaraa Dard Siine Mein Chhupaa Luun To Qaraar Aae
Vo Har Shay Jo Tumhein Dukh De Mujhe Mere Sanam De Do
Agar Mujh Se ...

Shariik-E Zindagii Ko Kyun Shariik-E-Gam Nahin Karate
Dukhon Ko Baant Kar Kyun In Dukhon Ko Kam Nahin Karate
Tadap Is Dil Kii Thodi Sii Mujhemere Sanam De Do
Agar Mujh Se ...

In aankhon mein na ab mujhko kabhi aansu nazar aaen
Sada hansti rahein aankhen sada yeh haut muskayein
Mujhe apni sabhi aahein sabhi dardo alam de do
Agar Mujh Se…

Monday, January 25, 2010

Baiyan Na Dharo O Balma

-->


Please click on the link to see the video. This is a very good version of the song on the net.
Film: Dastak
Cast: Anju Mahendru, Anwar Husain, Kamal Kapoor, Rehana Sultan, Sanjeev Kumar
Music Director: Madan Mohan (another jewel from the same movie)
Singer: Lata
Director: Rajinder Singh Bedi
Producer: Rajinder Singh Bedi
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1970
Vocal:
Dedicated to: Family (another jewel from Dastak by Madan Mohan)
Lyrics:


Baiyyan na dharo o balma
Na karo mose raar
Baiyyan na dharo
Dhalegi chunariya tan se
Hansengi re chudiyaan chhan se
Machegi jhankaar
Baiyyan na dharo o balma
Mohe chhodo haay sajna
Diya sees uthaye sajna
Raha mohe nihaar
Baiyyan na dharo o balma
Main to aap behki behki
Chalun jaise mehki mehki
Chameliyan ki daar
Baiyyan na dharo o balma
Na karo mose raar
Baiyyan na dharo o balma